# 1  |  Francisco  |  2012-05-21
ho sakta hai jisus bharat aaye ho aur yaha unonhe kafi waqt gujaara ho.lekin is kam ke liye unonhe bharat hi kyon chuna?kya bharat ko ye vardaan hai ki vishwa ki pramukh atmaghyani yahi paida huye.ya phir aur koi baat hai .ye sawal mujhe aksar kyal me aata hai .